This is Part
V of the story. There are in all 5 parts of the story; each of them is about
Saturday meetups with friends. All 5 parts are connected. Here is link to
earlier parts: Part I, Part II, Part III and Part IV
Saturday | Set Your Day
29th
July, 2016(Friday before last Saturday of the month)
Chetna missed the college all this week. She kept her phone switched off. She was disturbed and sad. Suddenly something clicked into her mind and she dialed a number.
Automated message started on other side of phone : “Hello friends, main hoon apka dost aur host RJ Mickey. Aap humse relationship advice le sakte hai jiska jawab apko Saturday morning subah 6 aur 7 ke bech diya jayega. Rules yaad rakhiye 1) gaaliya dena not allowed 2) aap kisika naam nai use kar sakkte, aap sirf intial alphabet use kar sakte hai. Yaad rakhiye yeh call live radio pe sab log sunn rahe hai. Apna msg record kijiye is beep ke baad”

Beeeeeeeeeeeeeepppppppppppppppp
Chetna told
everything; how she met Tanya in market, titwala temple visit, Viva with Aditya
and everything happened with fish pond game. Also, she told everything that
happened in last few weeks. We realised someone has told her everything. On
radio call, She used initial letters instead of names like A(Aditya), M(Mohit),
T(Tanya) and so on.
Biggest co-incidence was that everyone of us were listening to radio at that time.
Biggest co-incidence was that everyone of us were listening to radio at that time.
Few minutes
later, again there was another call, this time it was from Tanya.
“Hello main T(Tanya) baat kar rahi hu. Wahi T(Tanya) jiske bare mein kuch der pehle ek C(Chetna) naam ke caller ne baat ki thi. Kuch baatien hai jo C(Chetna) ko b nai pata. M(Mohit) ne woh ‘I Love You from M’ wali chit nai dali thi, woh maine dali thi. Usse toh main har baat mein aage kar rahi thi”

Just when I thought
there is enough drama in this day, there was another call.
“Main A(Aditya) bol raha hu. Dear C, I am sorry maine tujhe hurt kiya. But jo mere saath hua woh bhi acha nai hua, M(Mohit) and T(Tanya) tum dono ne mere saath bhi galat kiya. Undono ko kal main expose kar duga sab friends ke saamne, backstabbers”

30th
July, 2016(Last Saturday of the month)
Morning 6 am
Everyone was near radio, wondering whom will Mickey favour and what will happen today.
Show started with an introduction song followed by Mickey who talk in usual Amitabh Bachchan’s voice(mimicry)

“Hello morning friends, main hu apka host and dost RRRRRRJJJJJJJJ Mickeyyyyy. Kal na kuch alag hua, teen logo ne ek hi problem ki baat ki. Toh aaj start karte hai, uss ek problem se. Calls ki recording chalai jaye”
All three calls from Chetna, Tanya and Aditya were played.
“Sabse pehle mujhe yeh samaj nai aata ki jab A(Aditya) and M(Mohit) ne kabhi C(Chetna se baat nai ki toh undono ko usse pyar kaise hua. Mujhe na ek kahani yaad aati hai, woh kahani kuch iss prakar hai.
Ek ladki ke ghar kuch electricity ka
problem ho jata hai. Woh electrician ki jagah ek galat number laga deti hai. Dusre side ek ladka baat karta hai jo usse batata hai ki number galat lagaya hai. But woh ladka usko fir bhi problem ko solve karne mein help karta hai, kyunki uss
ladke ko electricity ka gyaan tha. Aise hi dono ki dosti ho jati hai aur dono
ek dusre se roz baat karte hai. Woh dono ek dusre ko bahut achese se jaan gaye
the bus dekha nai tha. Fir ek din ladka aur ladki ek garden mein milne ka plan
banate hai. Ladka jaise usse dekhta hai, woh usse propose kar deta hai aur
ladki b haan kehti hai. Aur log isse love at first sight ka naam de deti hai. Kyunki
log yeh jaante hi nai the yeh toh phone ke zariye ek dusre ko pehle se hi jaan
chuke hai.
Aisa hi kuch hota hai hamare saath. ‘Attraction
at first sight’ ko ‘Love at first sight’ ka naam de dete hai. Movies mein villain
ka role karne wala kitna bhi handsome ho, aakhir mein toh aap chahte hai
heroine usse nai, hero ko mile. But real life mein jyadatar toh sirf face,
color ya body dekhke pyar karne ka sochte hai. Kaisa lagega agar koi apni
girlfriend ke liye kahe, ‘she is my body mate’ instead of ‘she is my soul mate’.
Acha nai lagega na. Agar aap kisko uske paise ke liye pyar karte ho toh iska
matlab to yeh hua ki aap khud ko sell kar rahe ho. Agar aap sochte hai kiske saath mera future easily secure ho jayega, means khud se future secure nai ho raha toh kisi aur ka sahara le rahe hai. Log
kaise face, color, body ya paisa dekh ke kisko pasand karte hai. Kya kabhi aap
aisa sochte ho meri mom ashwariya se kum beautiful hai, I m so unlucky or mere
dad ke pass ambani se kum paisa hai, I am so unlucky. Nahi sochte na. But fir
pyar dundte waqt kyun sochte ho. I don’t say ki beauty with brain nai hote or
handsome and smart nai hote but first thing to love should be soul. Find a soul
to love.
Ab aate hai dusri kahani pe. Iss kahani mein 2 hero hai, 2 heroine aur 1 villian. Villian dono heroine ko kidnap karke , dono ko alag alag deewaro mein chunwa deta hai. Dono hero villain ko marte hai aur heroine ko nikalne ki koshish karte hai. Ek zor se deewar pe hathoda marta hai aur dusra dheere dheere deewar thodne ki koshish karta hai. Jab pehle wale ki deewar tuth jati toh uski heroine b thodi injured hoti hai kyunki hathode ke war se deewar ka kuch hissa uspe bhi gira tha. Dusre hero ko time zyada lagta hai but uski heroine sahi-salamat nikalti hai. Aisa hi hai real life mein. Kuch log apne aas pass ek deewar bana dete hai. Darr ki deewar, past ki deewar, morals ki deewar. Jab aapko koi pasand aaye toh uski deewar pe hathoda chala ke thodne ki koshish mat karo. Dheere dhere unko samjo, unhe apko test karne do, fir aage socho.

Ab karte hai dosti ki baat. Sabse
comman sentences kya hai dosti ke. “Usne mujhe call nai kiya , main bhi nai karuga.”
“Woh mera best friend hai fir bhi mere upar hasa, main b aisa karuga.” “Usne
mere msg ka reply nai diya , main b nai duga.” “Tune mujhe mara, ab main bhi
tujhe maruga.” “Pehle call usse karna chahiye”. TIT FOR TAT. Dosti ko humne trading
business bana diya hai. Aur kisi ko maaf karna ya apni galti ko manna toh apni
izzat ke khilaf hai. Dost ne kya kiya woh dekhai deta hai but kyun kiya woh nai
dikhai deta hai. Intention bhi dekho. Yeh toh aisa hogaya jaise humne kisika
gift accept nai kiya because uspe upar ka gift wrapper pasand nai aaya. Soch lo ek
baar.
Ab aate hai Ms C(Chetna) ke bare mein.
Kya uski koi galti thi. Zyadatar toh nai but zara si toh thi. Apko waha se
chale jana nai chahiye tha. Sabke saamne keh “Na” keh dena tha. Undono ne attraction
ko love samja yeh galat tha but Zaroori nai unhone aapko propose kiya toh bure ho
gaye. Humhe sikke ka dusra pehlu bhi samajna chahiye. Aur agar T(Tanya) ki baat mane toh M(Mohit) ne aapko propose hi nai
kiya tha. Aap ruk ke baat kar leti toh sab clear ho jata. Haan agar woh dono fir bhi
nai samajte toh usne baat band karna hi sahi hota. Aur aapki asli galti yeh hui
ki aapne apne aap ko sab se alag kar diya. Sab se baat karna band kar diya. Khud ko
saaza dena, yeh kafi galat tha.
Ummed hai aapko inn sab baato se aapke
jawab mil gaye honge. Aaj aap sab zaroor milna. Aur jab milo toh apni dosti ki
nayi shurwat ke liye ek dusre ko chocolate dena. So agar aaj aapko koi
chocolate de toh samaj jao ki usse aapke saath, dosti ki nayi shurwat karni hai.
Jaate ek aakhri kahani hamare boys ke liye. Kuch dene pehle kuch bacho ke beech
ek cricket match hua , first prize tha ek season ball aur second prize tha ek
tennis ball. Match jeetne par jeetne wali team ke captain kaha ki usse season
ball nai , tennis ball chahiye. Wajah puchne usne kaha ki woh chota hai toh woh
season ball se khel nai payega toh usse sirf wohi chahiye jo uski zarurat puri
kare. Baccho ki life kitni uncomplicated hoti hai. Hum boys kisi ladki ki taraf
attract hote hai toh seedha sochte hai woh toh sabse pehle mujhe baat karegi
and sab jealous honge. Samajne ki koshish karo woh ladki hai koi trophy nai.
Friendship karo, khushiya batne ke liye, kisiko jealous karne ke liye nai.
Ab lete hai break aur break ke baad
baat karege kuch aur topic pe”
As soon as
advertisement started, I got call
Me: Hello
Tanya: Tu kidar hai
Me: Arey hello ka jawab b nai diya. Landline pe phone kiya hai toh obvious hai, ghar pe hu
Tanya: ok
Me: Kyun
Tanya: Arey woh actually jab Mickey ne cricket wala example diya toh mujhe laga tu ya fir Naveen hi RJ Mickey ho. Toh maine Naveen ko call kiya toh b ghar par hi tha.
Me: Ho sakta hai, yeh baat aur bhi bahut logo ko malum ho.
Tanya: Hmm. Sunn. I am sorry, meri wajah tu iss sab mein phasa
Me: Arey sorry mat bol. Infact you tried to do something good for me.
Tanya: But still tere liye chocolate le aaugi aaj sham ko
Me: Americano shop pata hai ?
Tanya: Haan pata hai, Kyun?
Me: Waha se lana mere liye chocolate. Waha sabse mehengi milti hai
Tanya: Shut up Mohit, I know tu chocolate nai khata. But I hope aaj Chetna aaye aur sab ko maaf karde
Me: Don’t worry, sab acha hoga

July, 2016 (Evening)
All of us gathered at our reunion point. As it was last Saturday of the month. There were too many friends. Suddenly, someone kept hand on my shoulder. I turned back, it was Aditya. We said sorry to each other and hugged. Soon Chetna came. We (Me, Aditya and Tanya) said sorry to her. She smiled back and gave us all chocolate. We can feel new beginning and end of all fights.

Naveen came
from behind and took me to his girlfriend.
Me: Abey tune usse radio ki puri baat bata di. Yeh problem hamara tha etc
Naveen: Arey nai, tu tension mat le. Kuch zyada nai bataya. Woh waise bhi ja rahi hai, sirf tujhe dekhna chahti hai.
Naveen(to his girlfriend): Meet Mohit, he is RJ Mickey
Naveen’s girlfriend: OMG!!! you are amazing person. I love your show.
Me: Thanks. But don’t tell anyone, I have to hide my real identity from public.
Naveen’s girlfriend: No worries. It will be secret. Chalo bye guys.
She left.

Naveen: Tanya ko tujh pe doubt nai hua, mujhe toh
usne morning mein call bhi kiya.
Me: Mujhe b kiya who bhi landline pe.Maine usse baat ki.
Naveen: But tu toh radio pe tha na ?
Me: Haan, but hum ek din pehle raat ko 11 baje sab record kar dete hai.
Naveen: Tu ek bata tune khudko kuch favour kyun nai kiya ?
Me: Woh mere profession ke liye galat hota. Mujhe partiality nai karni thi, Khud se toh bilkul nai karni thi. Aur maine woh Pankaj ki tennis ball wali baat se soch liya ki mujhe season ball ke piche nai bhagna chahiye. Yeh decided tha main usse propose nai karuga. Isiliye fish pond mein bhi “I love you nai likha”. Ab chale? sab wait kar rahe honge.
Naveen: Ek aakhiri sawal, tune uss chit mein fir kya likha tha?
Me: You are precious, don’t let anyone have you as part of his life, easily.

Hope you like the story, share your views in comment box or message me. All good or bad comments are most welcome
ππππππ
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThanks for sharing this wonderful post. I am working in Towing Des Moines . Some time i stressed but i read your post and feel relax. Thanks for posting.
ReplyDeleteWowwww... I loved the story and i really wanted to know ki likha kya tha... That is pretty thing to say to someone... And whatttt a surprise RJ micky is mohitπΈπΈπΈ noiceee what a turn of events... Keep writing π₯³π₯³
ReplyDelete